Maa Shayari In Hindi With Images, Here you get 100+ Maa Shayri Images With HD, mom Shayari hindi.
Maa Shayari: माँ शायरी, इस पोस्ट में आप सबको बहुत अच्छा अच्छा माँ के लिए शायरी हिंदी में मिलेंगे, यदि आप अच्छा अच्छा शायरी खोज रहे हैं तो ये पोस्ट आपके लिए हैं.
आजकल हर कोई अपनी माँ से प्यार करता हैं, और यदि आप अपने प्यार को किसी के साथ express करना चाहते हैं तो शायरी फोटो और Quotes एक बहुत अच्छा जरिया हैं अपने Feelings को Express करने के लिए.
आप इन सभी शायरी को Whatsapp, Facebook और Instagram में शेयर कर सकते हैं.
Read More – Hindi Shayari
Contents
Maa Shayari
Kisi ko jannat to kisi ko do jahan chahiye .
Kisi ko dhan daulat to kisi ko makan chahiye .
Mujhe nhi garz in neymato ki ya rab ..
Jis ki khidmat se mile sab wo MAA chahiye ..
लोग चले हैं जन्नत को पानेके खातिर,
बेखबरो को इत्तला कर दो की मां घर पर ही हैं …
माँ की तरह कोई और ख्याल रख पाये .. ये तो बस ख्याल ही हो सकता है ..
Qadar karo ” Maa ” ki Jo sirf aik baar Milti hai .
Maa ko dekh kar Muskura liya karo ,
Har kisi ki kismat main Hajj nahi hota.❤
Jinka koi nhi hota
Unki maa hoti hai
हर इक रोज वो आंखे
आहे भरती हैं माँ है साहब वो …
बच्चों को सुने बिना कहाँ सोती है
DUNIYA KA SAB SE AMEER SI AADMI
BHI MAA AUR BAAP KE BINA GAREEB HAI
झूठ की सारी पोटलियो उसके सामने हार जाती हैं
मेरे दर्द मुझसे पहले मेरी माँ जान जाती हैं
Maa Ki Dua Waqt To Kya_ !!
Taqdeer Bhi Badal Deti Hai_ !!
कोई कितना भी अच्छाक्योंनाहो ,
मांकीकमी को पूरा नहीं कर सकता ..
मेरे हिस्से में गमों का बड़ा खसारा रहता है मुझे माँ
की दुआओं का सहारा रहता है मेरी ख्वाहिशें दुआ से पहले होती है
कबूल मेरे नसीब में हर वक्त टुटा सितारा रहता है
Muskurati maa hai , Sukoon hume milta ha
Aankhe tarasti hai ab dekhne ko , Unka ehsas har pal khilta hai .
“Maa “….. Jo Maza Hai Maa Ki Godh Me Sone Me ,
Wo Maza Nahi Duniya Ke Kisi Kone Mell
Maa Shayari
Khoobsurti ki seema bepanah dekhi Jab
maine muskurati hui apni maa dekhi . *
Jiske hone se main khudko Mukammal manta hu ,
Mere Rap ke baad Main apni Ma ko janta hu .
ये किताबें उतनी भी पसंद नहीं ,
सुना है माँ का सपना यही पूरा करेंगी !
Haalaton Ke Aage Jab Sath Na Zuba Hoti Hai
Pehchan Leti Hai Khamoshi Mein
Har dard Wo Sirf MAA Hoti Hai ….
Maa Shayari Urdu
पूरी दुनिया जीत कर भी अगर माँ – बाप का
दिल ना जीता तो वो जीत हार के समान है
” Hazaro rishte toote aur bikhre ,
magar mujh par raha tumhara saaya . “
” Mile nahi mahino hum – tum ,
magar pyar kabhi na kam ho paaya . “
Maine jab bhi haar maani ,
tumne hi haunsla badhaya , “
Maa Shayari Attitude
Bhali itni hai agar toh phir
gaaliyon mein kyun hai ” MAA”
Maa … Kitna Bhi Likhu Uske Liye Kam Hai ,
Sach To Ye Hai ki ” MAA ” Tu Hai To Hum Hai …
Maa ki aankhon mein apne liye pyar sabko
dikhta hai Par mere liye jo tode hain mujhe
unke vo sapne bhi dikhte hai …
Maa ” Jo Khud Na Khaake Bacho Ka Pet Bhare Wo Maa Hoti Hai ,
Bacha Thodi Si Takleef Mai Ho Toh Maa Roti Hai , Kadar Karo
Apni Maa Ka Woh Bohat Kuch Sehti Hai , Itna Sehte Hue Bhi
Woh Kissi Se Kuch Nahi Kehti Hai !
Maa Ki Mamta Shayari
मुनव्वर माँ के आगे यूँ कभी खुल कर नहीं रोना
जहाँ बुनियाद हो इतनी नमी अच्छी नहीं होती
क्या चाहिए कितना बाकी है , सकूँ पाने
के लिए माँ से बात ही काफी है ….
जब जब कागज पर लिखा , मैने ” माँ ” का नाम ,
कलम अदब से बोल उठी , हो गये चारो धाम !!
Sabka apna khuda hota
hai meri toh maa hai
Maa Love Shayari
Mai Iss Duniya Ka Chand Ya Sitara Toh Nhi ,
Per Apni Maa Ki Aakh Ka Tara Jarur Hu …
तन्हाई में अंधेरी फिजाओं से डर लगता है मेरी मां जब
घर में होती है तब जाकर वो मकान घर लगता है
Kisi ko dhoka dena aaj tak nahi aaya mujhko
Maine pyaar karna joh apni Maa se seekha hai
Kash maa ki god me dubara sir rakh ke
so pata Iss dikhave ki duniya ko chodkr
mamta ki chadar odh pata
Maa Ke Liye Shayari
Sabka apna khuda
hota hai meri toh maa hai
Review & Discussion