Download Image

 Please wait while your url is generating... 3

Please click the download button to start downloading

Download

201+Sad Love Quotes In Hindi

By Anni • Last Updated
201+Sad Love Quotes In Hindi

Breakup एक कठिन अनुभव हैं जिसमे जीना थोड़ा मुस्किल हो जाता हैं इसलिए हम आपके लिए लाएं हैं , ये Sad Love Quotes In Hindi आपको खुशी के समय को याद रखने में मदद कर सकते हैं। मैं ये नहीं बोलूंगा की आप इन Sad Love Quotes In Hindi से आप पूरे तरीके से उभर पाएंगे या नहीं पर जो आपके दिल के पीछे का जो दर्द है , उसे कम करने में मददगार साबित जरूर होगा |

दुःख , जीवन का एक स्वाभाविक हिस्सा है जो आमतौर पर नुकसान या दर्द के कुछ अनुभवों से जुड़ा होता है।
लेकिन इस Sad Love Quotes In Hindi से आपको कुछ अपना बिता कल याद करके कुछ खुशी हो |

ऐसी कई चीजें हैं जो हमें दुखी कर सकती हैं, जैसे किसी  loss of a loved one, conflict, failure, helplessness and disappointment.

इस Post मे (Sad Love Quotes In Hindi) हम आपके साथ अपने कुछ poetry (शायर) हैं , उनके लिखे गए कुछ Sad Love Quotes आपके साथ साझा करना चाहूँगा |

Ishq hi farishte se hua hai,
Paane ke liye marna toh
padega hi.

Kitabon ki ahemiyat apni
jagah hai,
Par sabak wahi yaad
rehta hai jo waqt aur
log sikhate hai.

Zindagi aisi hi hai,
Kabhi mauke milte hai
Aur kabhi dhoke.

To the mind that is still,
the whole universe
surrenders.

Main apni ibadad khud
kar lu toh kya bura hai,
Kisi fakir se suna tha
mujhme bhi khuda hai.

Mat kar hisaab mere
pyaar ka, kahi aisa na
ho, ki baad mein tu hi
karzdaar nikle.


वो खुलकर कुछ बोला ही नहीं ,
धोखा भी धोखे से दिया उसने ।


मान लीजिए हालात से मजबूर उसने जिस्म बेचा …
तुम इतने शरीफ थे तो बदन ढकभी तो सकते थे …


POSITIVE AT POSITIVE सोच वाला ही
हरा सकता है , हिम्मत मत हारना दोस्तों ,
90 % लोग घर पर ही ठीक हो रहे हैं


एक झूठ , सौ झूठ बुलवाएगा तुम सच
बोलना समझने वाला समझ जाएगा !


अब तो तुम खुश हो ना जैसे तुम चाहते थे
वैसे हो गये अब मैंने call , sms करना छोड़ दिया ।।
अच्छा है ना बस तुम हमेशा खुश रहना ,


Shaq mat kar meri chahat pe
Jis junoon se tujhe chaha tha
Itna toh khud ko bhi nahi chaha !!


Jo dooriyon mein bhi
kayam raha,
Woh ishq hi kuch aur tha.

Fir kaha jaunga main,
Usne agar jaane diya toh.

Bohut ajeeb hai ye
bandishe mohabbat ki.
Na usne qaid me rakha,
na hum faraar huye.

Choti si zindagi aur bohot sare
khwaab.
Ab dekhna yeh hai ki pehle
zindagi puri hoti hai ya khwaab.

Agla janam tere liye lunga ye
wada Krta hun.
Iss janam nibha lene de jo
wada maine vatan se kiya hai

Mohabbat sabar ke alava
kuch nahi,
Maine har ishq ko intezaar
karte dekha hai.

Aina hoti hai ye zindagi.
Tu muskura, woh bhi
muskura degi.

Aaj kal ka pyaar andha kam
aur ganda jyada ho gaya hai.

Rishton ko awaz lagate raho
varna woh behre aur tum
gunge ho jaoge.

Guzar gaya aaj ka din
bhi yun hi bewajah.
Na mujhe fursat mili, na
tujhe khayal aya.

Mehfil me chal rahi thi
hamare qatl ki taiyari,
Hum pohunche toh bole bohut
lambi umar hai tumhari.

Hasna ata hai mujhe, mujhse gum ki
baat nahi hoti.
Meri baaton mein mazak hota hai,
par meri har baat mazak nahi hoti.

Agar samajh pate tum meri chahat
ko , toh tumse nahi,
tum humse mohabbat karte.

Ek cup chai unke
naam jinke sar
mein meri wajah
se dard rehta hai.

Zindagi kaisi ajeeb ho gayi hai,
Khush dikhna khush hone se
jyada zaruri ho gaya hai.

Bohot guroor tha chatt
ko chatt hone par,
Ek manzil aur bani chatt
farsh ho gayi.

Aaj khuda ne mujhse kaha
bhula kyu nahi dete usse.
Maine kaha itni fikar hai toh
mila kyu nahi dete usse.

Woh hai ke jaane ko
khade hai,
Dil hai ki baitha ja
raha hai.

Bohut khaas ho tum,
Ye ehsaas dilate dilate
hum aam ho gaye.

It costs money to stay
healthy,
But its even more
expensive to get sick.

Kudrat ka keher bhi zaruri
hai sahab,
Har koi khud ko khuda
samajhne laga tha.

Nadaan the toh zindagi ke
maze lete the,
Jabse samajhdar huye hai
zindagi maze le rahi hai.

Haal aisa hai dil ka
ke tere hi gale lag kar
teri hi shikayat karni
hai mujhe.

Kya shikva, kya mashvara,
kya umeed kijye.
Jaane wale ne jaane ki thani
hai, jaane bhi dijiye.

Woh bulandi kis kaam
ki janaab,
Insaan chadhe aur
insaaniyat utar jaye.

Khamoshi se jab tum
bhar jaoge,
Thoda chikh lena varna
mar jaoge.

Woh dhundh rahe the mujhe
bhul jane ke tarike,
Maine khafa hokar unki
mushkil asan kardi.

Pohonch gayi hai ginti hazaron
mein, ise lakh mat hone do.
Ruk jao apan gharon mein watan
ko rakh mat hone do.

Meri burai zara
chupkar karna,
Tumhare apne bhi
mere chahne wale hai.

Waqt ki yaari toh har koi
karta hai mere dost,
Maza toh tab hai jab waqt
badal jaye par yaar na badle.

Sulagti ret par paani ki
ab talaash nahi,
Magar ye kab kaha humne
ki hame pyaas nahi.

Tu ye mat soch tu chhod
jayegi toh toot jaunga,
Kamina hu tujhse acchi
pataunga.

Review & Discussion

Comment

Please read our comment policy before submitting your comment. Your email address will not be used or publish anywhere. You will only receive comment notifications if you opt to subscribe below.